Saturday, May 16, 2009

Date of Swadhyaya: 05/16/09
Attendees: Quite a few
Summary Prepared by: Kunal
Chapter No: 2
Sutra No: 1-5
Recorded lecture:
Summary:

We started with 2nd chapter and covered first 5 sutras.
Isme jeev ke 5 bhav ke bare ma bataya gaya hai.


Audayik
Karm ke uday se jo bhaav utpaan hota hai usa audayik bhav kahte hai.

eg: krodha bhav - caused by uday of krodh kashay.

Kshayik
Karm ke kshay se jo bhaav utpaan hota hai usa audayik bhav kahte hai.
eg: kevalgyan

Aupshamik

Karm ke upsham se jo bhaav utpaan hota hai usa audayik bhav kahte hai.

eg: aupshamik samyaktav - caused by upsham of darshan mohniya karm.


Kshayopshamik

Karm ke kshyaopsham se jo bhaav utpaan hota hai usa audayik bhav kahte hai.

eg: mati gyan - caused by kshayopsham of mati gyanavarniya karma.
This bhav is also called "vedak bhav"/"mishrit bhav"/"shuddhashuddha bhav". It's called vedak, because yaha par karm ka vedan hota hai.

Parinamik

jeev ke aise bhaav jo ki karm ki apeksha nahi rakhe hai aur trikalvarti avastha mein swabhav se hi paya jaye, chahe wah avastha shuddh ho ya ashuddh ho, use parinamik bhav kahte hai.eg: jeev ka janan bhav - because regardless of whether a jeev is in nigod or is a siddha, janan bhav will always be there. Here, we drew a distinction between janan bhav and gyan itself, since gyan may be more or less depending on the corresponding gyanavarniya karma's uday, while janan bhav is something that stays constant across all paryayas.


In terms of shuddhta, the following order applies (in decreasing order of shuddhta).
kshayik > aupshamik > kshayopshamik > audayik bhav (we don't consider parinamik bhav here).

Each of these bhav have further subtypes, and they make up a total of 53 subtypes, as explained below.

aupshamik bhav - 2

aupshamik samyaktva
yah darshan mohniya karma ke upsham se pragat hota hai. This has 2 further subtypes

1) Prathamopsham samyaktva

  • mithvatva gunsthaan se 4th gunsthaan (avirat samyaktva) mein jab koi jeev aata hai, tab use jo "aupshamik samyaktva" hota hai use "Prathamopsham samyaktva" kahte hai

2) Dwitiopsham samyaktva

  • jab koi jeev upshaam shreni chadta hai (the 2nd part of 7th gunsthaan aka "satishay apramat"), tab use phir se jo upshaam samykatva hota hai, use Dwitiopsham samyaktva kahte hai.

  • aupshamik charitra
    - aupshamik charitra yeh pragat hota hai 11th gunsthaan main aur yah tabhi pragat hota hai jab jeev upshaam shreni chadta hai. yaha par charitramohniya ki sabhi prakruti ka upshaam hota hai (this may be 21 or 25 in all, depending on whether the jeev who
    is climibing the upsham shreni has kshyaik samyaktva or aupshamik samyaktva respectively)


kshyaik bhav - 9

These are:kevalgyan, kevaldarshan, kshayik daan, kshayik labh, kshayik bhog, kshayik upbhog, kshayik virya, kshayik kshayik charitra, kshyaik samkyaktva


khsyaposhamki bhav - 18

applies to 7 types of gyan - amati, shrut, avadhi, manaparyaya and 3 types of kugyan for mati, shrut, and avadhi.3 types of darhsan - chakshu, achakshu, avadhi5 types of antray - dan, labh, bhog, upbhog, virya2 types of charitra - saraag charitra and sayamasayam charitrakshaypshamik samyaktva


further subtypestotal subtypes = 53


Then we talked about how each bhav is applicable to anadi anant, anadi sant, sadi sant and sadi ananta.

  • Kshayik bhav - sadi anant
  • Audayik bhav - all 4 types (not sure how sadi anant can happen. Someone please clarify)
  • Kshayopshamik bhav - sadi sant, anadai anant, anadi sant
  • Aupshamik bhav - sadi sant
  • Parinamik bhav - anadi anant