Saturday, June 20, 2009

अध्याय २ सूत्र १२ से १४

Date of Swadhyaya: ०६/२९/०९
Attendees:
Summary Prepared by: अशोक सेठी
Chapter No: 2
Sutra No: १२ से १४
Recorded lecture: http://library.jain.org/1.Pravachan/shrish/TatvarthSutraClass/
Summary:

प्रश्न उत्तर

लक्षण : जिससे किसी वास्तु की ठीक पहचान हो सके वह लक्षण है .
उपयोग : ज्ञान और दर्शन के गुणौ के परिणमन को उपयोग कहते हैं .
Sutra 12
संसारी जीव त्रस और स्थावर होते हैं . त्रस नाम कर्म वाले २ से ५ इन्द्रिय वाले iइंद्रिय स्थावर नाम कर्म वाले जीव १ इन्द्रिय वाले होते हैं .
Sutra 13
१ इन्द्रिय वाले jeev 5 prakaar ke hote hain
Prithvi kayak, Vaayu Kayak, jal kayak, agni kayak aur vanaaspati kayak.
In sabki kaya hi aisee hoti hai.
Prathivi Jeev - masoor ki daal ke saman
Agni Jeev Sui ke saman
Jal Jeev paani ki boond ke saman
Vayu Jeev Zande ke saman
Vanaspati jeev Vibhin aakar ka ho sakata hai ( depending on the vanaspati)
Example of Prithvi
Prithvi - Savayam se bani achetan jameen
Prithvi Kaya - Prithvi kaa shareer - jeev ke nikalne ke baad
Prithvi kayik - Prithvi main rahane vaalaa jeev
Prithvi Jeev - Vigraha gati kaa jeev jo ki prithvikayik jeev banane vala hai

Sutra 14
Tras jeev 2 se 5 indriya wale hote hain. inme ek ek indriya badhti hai
2 indriya ke sparsh aur ras
3 indirya ke sparshm ras aur gandh
4 indirya ke sparshm ras gandh aur varna
5 indriya ke saari indriya hoti hai.

Praan : Yaha jeev ka vyahavarik laxan hai. Jiske dwara jeev jivatva roop vyavahaar ke yogya hai usko hi Praan kahate hai.
1 indriya jeev main 4 praan hote hai aur 5 indriya sangi jeev main 10 praan hote hain.
2 indriya main 6, 3 indriya main 7, 4 indriya main 8 aur 5 indriya asngi main 9 praan hote hain.

2 comments:

  1. कृपया इन शास्त्रीय वर्णनों को वर्तमान जीव शास्त्र से तुलनित करें।

    ReplyDelete
  2. कृपया इन शास्त्रीय वर्णनों को वर्तमान जीव शास्त्र से तुलनित करें।

    ReplyDelete